Dil se teree nigah jigar tak utar gayee – (2)
Dono ko ik ada me rajamand kar gayee – (2)
Woh badae shabana kee saramastiya kaha
Uthiye bas abb ke lajjate kabe sahar gayee – (2)
Dekho toh dil farebie andaje nakshe pa – (2)
Mauje kirame yar bhee kya gul katar gayee – (2)
Najjare ne bhee kam kiya van nakab kaa – (2)
Mastee se har nigah tere ruk par bikhar gayee – (2)
Mara jamane ne
Mara jamane ne asadullah ka tumhe – (2)
Woh walawale woh
Woh walawale kaha woh jawanee kidhar gayee – (2)