Na To Dard Gaya Na Dawa Hi Mili Lyrics | Kali Topi Lal Rumal | Lata Mangeshkar | Chitragupt

Na To Dard Gaya Na Dawa Hi Mili Lyrics | Kali Topi Lal Rumal | Lata Mangeshkar | Chitragupt

Ja ke hum ab to har ek dar pe
Sada karte hai
Jinki takdir bigad jati hai
Kya karte hai
Na to dard gaya na dawa hi mili
Maine dhund ke dekha jamana
Na to dard gaya na dawa hi mili
Maine dhund ke dekha jamana

Pahuche jaha bhi hum to
Laut aaye har ke
Aye dil pukar dekha
Ek ek dwar pe
Pahuche jaha bhi hum to
Laut aaye har ke
Aye dil pukar dekha
Ek ek dwar pe
Sabse kaha piya dard magar
Na to dard gaya na dawa hi mili
Maine dhund ke dekha jamana

Mandir maszid me jake
Ki hai fariyad bhi
Milta jawab to kya
Aayi na aawaz bhi
Mandir maszid me jake
Ki hai fariyad bhi
Milta jawab to kya
Aayi na aawaz bhi
Mangi dua maine lahk magar
Na to dard gaya na dawa hi mili
Maine dhund ke dekha jamana

Aisa ye gum bhi nahi
Koi pahchan le
Aisa wo kon hai jo
Dukh mera jan le
Aisa ye gum bhi nahi
Koi pahchan le
Aisa wo kon hai jo
Dukh mera jan le
Chani gali chana sara nagar
Na to dard gaya na dawa hi mili
Maine dhund ke dekha jamana
Na to dard gaya na dawa hi mili
Maine dhund ke dekha jamana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *