Jara See Aur Pila Do Bhang Lyrics | Kajal | Asha Bhosle, Mohammad Rafi | Ravi

(Jara see aur pila do bhang, mai aaya dekh ke aisa rang
Ke dil meraa dola, o jai bam bhola) – (2)

Meree toh akal huyee hai dang
Yeh kaisa badala teraa dhang
Ke too tha bhola, o jai bam bhola

Mujhe samajh naa too bairagee, maine aaj tapasya tyagee
U hu u hu e he e he
Mujhe samajh naa too bairagee, maine aaj tapasya tyagee
Tere rup kaa jhataka khake, (meree soyee jawanee jagee -2)
Ja hat ja pare malang, kare kyon bich sabhee ke tang
Ke too tha bhola, o jai bam bhola

Jara see aur pila do bhang, mai aaya dekh ke aisa rang
Ke dil meraa dola, o jai bam bhola

Mere dil se nikale hay, goree kyon nakhare dikhalaye
En hu en hu e he e he………….
En hu en hu ja ja………….
Mere dil se nikale hay, goree kyon nakhare dikhalaye
Jara hans ke gale se lag ja, (tujhe kwara pyar bulaye -2)
Tere tan par chad gaya jang, yu hee abb kyon chhadakaye ang
Ke too tha bhola, o jai bam bhola

Jara see aur pila do bhang, mai aaya dekh ke aisa rang
Ke dil meraa dola o jai bam bhola

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *