Kise Aawaaz Doon Lyrics | Jugaad | Adeel | Sachin Gupta

Hmm mm mm mm hmm mm mm mm mm mm mm mm……..

Apani tanhaayiyon mein koi saaya bhi nahi – (2)
Koi apana bhi nahi, koi paraaya bhi nahi
Kise aawaaz doon – (4)

Saari jhuti baatein hain, din apane na raatein hai

Ho o saari jhuti baatein hain, din apane na raatein hai
Pal pal ek kahaani hai, jo jivan bhar dohraani hai
Kise aawaaz doon – (4)

Chehare kya tasweere hain, na khwaab hai na taabirein hai

Chehare kya tasweere hain, na khwaab hai na taabirein hai
Aas hai jo ke jivan hai, ulajha ulajha bandhan hai
Kise aawaaz doon – (4)
Apani tanhaayiyon mein koi saaya bhi nahi – (2)
Koi apana bhi nahi, koi paraaya bhi nahi
Kise aawaaz doon – (6)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *