Is Pal Main Hoon Ya Tum Bhi Ho Lyrics | Aaja Nachle | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam | Salim Sulaiman

Is Pal Main Hoon Ya Tum Bhi Ho Lyrics | Aaja Nachle | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam | Salim Sulaiman

Is pal main hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho
Kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna mana hain
Is pal main hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain

Tumhein dekh ke yaad aayi
Wahi bisari kahaani
Deewane ka kissa
Ya phir ek deewaani
Dono sang sang rehte har dum
Aisa ye maine suna hai
Is pal main hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho
Kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna mana hain

Ishq hua
Tum bata do yaad koi
Kya puraani leke aau
Ya nishaani deti jau
Ya kahaani leke jau
Ya ki man chhod du jaaye
Ye jaata
Jaata jahaan hai
Is pal main hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho
Kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna mana hain
Is pal main hoon

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *