Chhed De Sajanee Wohee Tarana Lyrics | Holiday In Bombay | Kantilal, Shobhana Samarth | Khemchand Prakash

Chhed de sajanee wohee tarana kaun sa sajan
Jinakee jawanee unaka jamana – (2)

Sajan, prem ke mithe sapne, dil leke ban jao apne
Mai kahun pagalee tum kaho diwana, jinakee jawanee unaka jamana

Phul khile hain dalee dalee, kitana khush hai mann kaa malee
Nachat titalee bhaunra mastana, jinakee jawanee unaka jamana

Dono jawan dono kamasin hain, khul gaye abb unake din hain
Dekh ke unako jee naa jalana, jinakee jawanee unaka jamana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *