Ajeeb Zindagi Hai Ye Kabhi Khushi Kabhi Hai Gham Lyrics | Door Nahin Manzil | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Azib zindagi hai ye kabhi khushi kabhi hai gum
Wo manjile badal gayi kaha the hum kaha hai hum

Azib zindagi hai ye

Abhi ye kal ki bat hai hasin khwab tha jaha
Wo khwab sare jal gaye ye sath rah gaya dhua

Labo se chin ke hasi hame ye ashk kyu diye
Gunah hamne kya kiya saja mili ye kisliye

Bade hai khushnasib ham hame bada garur tha
Wo nashe ka daur tha wo jhutha ek sarur tha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *