Aisee Hasin Chandanee Pehle Lyrics | Dard | Kishore Kumar | Khayyam

Aisee Hasin Chandanee Pehle Lyrics | Dard | Kishore Kumar | Khayyam

Aisi hasin chandani pehle kabhi naa thi
Aisi hasin chandani pehle kabhi naa thi
Shamil hai isme aapke shamil hai isme aapke
Chehare ka nur bhi
Aisi hasin chandani pehle kabhi naa thi

Julfe hai ya ghatao ki parachhaiya si
Julfe hai ya ghatao ki parachhaiya si
Aankho me nili jhil ki gaharaiya si
Lab hain kali gulab ki rup champai
Lab hain kali gulab ki rup champai
Aisi hasin chandani pehle kabhi naa thi

Kije mera khyal aji kuch to sochiye
Kije mera khyal aji kuch to sochiye
Apni nigah apne tabassum ko rokiye
Had se gujarti jaye hai divanagi meri
Had se gujarti jaye hai divanagi meri
Aisi hasin chandani pehle kabhi naa thi

Tanahayiyo kaa pyar se daman sajayiye
Tanahayiyo kaa pyar se daman sajayiye
Tadapa liya sata liya abb aa bhi jayiye
Kab se intzar me banhe khuli huyi
Kab se intzar me banhe khuli huyi
Aisi hasin chandani pehle kabhi naa thi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *