Har Aadamee Ko Bivee Kaa Gulam Hona Chahiye Lyrics | Hiraasat | Alka Yagnik, Kishore Kumar | Kalyanji Anandji

Har Aadamee Ko Bivee Kaa Gulam Hona Chahiye Lyrics | Hiraasat | Alka Yagnik, Kishore Kumar | Kalyanji Anandji

Har aadmi ko biwi kaa gulam hona chahiye
Har aadmi ko biwi kaa gulam hona chahiye
Ghar me aate jate hi salam hona chahiye
Pranam hona chahiye salam hona chahiye
Pranam hona chahiye

Are mood me ho ye laxmi ji
Are mood me ho ye laxmi ji
Sabhi sukhon ki data
Sabhi sukhon ki data
Par bigad jaye toh ban jaye saxat kalika mata
Ha saxat kalika mata
Mard ki halat mard hi jane koyi samajh naa paye
Idhar hai biwi udhar naukari bich me jhole khaye
Bechara bich me jhole khaye
Biwi ko sambhale naukariya chhut jaye re
Biwi ko sambhale naukariya chhut jaye re
Naukariya sambhale to biwi rooth jaaye
Biwi rooth jaaye
Lekin lekin kuchh bhi ho jaye
Are ghar ko banaye rakhane ko
Ghar ko banaye rakhane ko
Yeh kam hona chahiye
Ghar ko banaye rakhane ko
Shrimati ji ko bilkul aaram hona chahiye
Aaram hona chahiye

Aaj hamari shadi ki salagirah thi
Tumhe ghar jaldi aana tha
Ham dono ko bahar jana tha kisi bade hotal me khana tha
Abb kaun banayega khana
Khana pakayega tumhara divana

Aaj aisa pakayunga khana ungali chategi meri jana
Maan jaayegi meri jaanejana
Yeh aata hai ye shakkar hai yeh daal hai ye chaval hai
Ye aaloo hai adrak hai mirchi hai nimboo hai pyaaz hai baingan
Taaze tmatar ye iska father and ye iski daughter
Ya hai kela yeh keli karela kareli
Yeh muli bichari akeli akeli
Khana chatapata aur masaledar
Abb aa jao meri sarakar tumhe pukare
Pahale aap naa naa naa pahale aap
Har aadmi ko biwi kaa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *