Maula Mere Tu Humsafar Lyrics | Dr Cabbie | Mustafa Zahid | Sidharth-Suhaas

Ho ho ho ho ho – 2
(Maula mere tu hamsafar
Baki yaha sathi kaha
Pairo me hai teri zamin
Sar pe tera aasman
O ho chal pada mai to chal pada
Mai to chal pada mai chala) – (2)
Na na na na – 2
Na nana na na ra na

Mana jineko kuch nahi
Fir bhi khush hai ye jindgi
Sach honge apne khwab ye
Aankho ko itna hai yakin – 2

Maula mere teri najar uhi rahe mehrban
Pairo me hai teri zamin
Sar pe tera aasman
O ho chal pada mai to chal pada
Mai to chal pada mai chala
Na nana na – 2
Na nana na na ra na

Mushkil ho chahe rasta ha
Kar lenge tay ham fasla aa
Kadmoko mill hi jayega
Manjilka jo bhi hai pata – 2

Maula mere ye jindgi
Terihi to hai dastan
Pairo me hai teri zamin
Sar pe tera aasman
(Oho chal pada mai to chal pada
Mai to chal pada mai chala
Na nana na – 2
Na nana na na ra na) – (2)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *