Kaise Hai Mere Armaan Lyrics | Dino – Suno Zara (2008) | Dino | Dino

Mere inn aankhon mein abb kuchh nahi
Tere khaabon ke siwa kuchh nahi
Suni suni si hai meri har ghadi
Tanahaayi mein gujaregi meri jindagi
Kaise hai mere armaan, kyun na ban saka tu mera jahaan

Haan haan mujhako hai tumse pyaar
Main tumse kahunga laakhon baar
Chaahe jo tum kaho na aaye sukun
Yeh meri mohabbat yeh mera junun
Kaise hai mere armaan, kyun na ban saka tu mera jahaan

Kaise hai mere armaan, (kyun na ban saka tu -5) mera jahaan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *