Tere Bin Main Dekhun Lyrics | Dil Toh Baccha Hai Ji | Sonu Nigam | Pritam Chakraborty

Teri bin mein dekhu na subah
Nigahon se abhi yeh waada kar liya
Tere bin ho chalna bhi saja
Ki raahon se abhi yeh vaada kar liya
Teri bin mein dekhu na subah
Nigahon se abhi yeh waada kar liya
Tere bin ho chalna bhi saja
Ki raahon se abhi yeh vaada kar liya
Suno yehi zajbaat hai mere
Yeh dil kahen ki khawaishye jeene ki saath hai tere

Tere bin ho saanson juda
Hawaon se abhi yeh vaada kar liya
Teri bin mein dekhu na subah
Nigahon se abhi
Yeh vaada kar liya
Tu woh zameen jispe
Mene to apni yeh duniya basai hai
Main bin tere ab kahan jaunga
Tu aasra hai mera
Main to jeeta hoon tere bharose pe
Main bin tere ab na jee paunga

Meri to yeh har baat tujhse hai
Tuhi meri hai dhoop aur meri barsaat tujhse hai
Tere bin na barse yeh ghata
Ghataon se abhi yeh vada kar liya
Teri bin mein dekhu na subah
Nigahon se abhi yeh vaada kar liya
Jo haath mein ho tera haath to yeh lakire dhadti hai
Tu ho juda sab thama sa lage

Jo tu mere paaas hai to yakin apne hone pe hota hai
Tu ho juda sa guma sa lage
Haan tu meri aadat mein shamil hai
Mere liye main sach kahun tu ibaadat ke kabil hai
Tere bin na puri ho duaa
Duayon se abhi yeh vaada kar liye
Teri bin mein dekhu na subah
Nigahon se abhi
Yeh waada kar liya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *