Dil Ka To Kya Haal Hai Lyrics | Dil Mera Dhadkan Teri | Anuradha Paudwal, Nitin Mukesh

Kaise samjaye tujhe sun mitava- 2 dil ka to kya haal hai
Oo kar diya be haal hai
Tuhe tuhe tu najar aaye charoon disha – 2
Dil ka to kya haal hai haaye kar diya be haal hai

(Pehali mohbaat ka ye payrasa aehasaas hai
Tu jo mere pass hai to sara jahaan passhai)- 2
Mann mein tuhe tann me tuhi hai dil ki har dhadkan mein tuhi hai
Kar diya be haal hai
Kaise samjaye tujhe sun mitava- 2 dil ka to kya haal hai
Oo kar diya be haal hai
Dil ka to kya haal hai oo kar diya be haal hai

(Aao banale hum tum payr ka aisa jahaan
Khusiya hi khusiya jahaan ho na ho gumon ke nishan)- 2
Sas mein tu har aas me tu hai jeevan ki har pays mein tu hai
Kar diya be haal hai
Tuhi tu najar aaye charoon disha – 2
Dil kato kya haal hai haaye kar diya be haal hai
Kaise samjaye tujhe sun mitava- 2 dil ka to kya haal hai
Kar diya be haal hai
Dil ka to kya haal hai kar diya be haal hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *