Mai khusnasib hu
Mujhko kisi ka pyar mila
Mai khusnasib hu
Mujhko kisi ka pyar mila
Bada hasin
Mere dil ka raazdar mila
Mai khusnasib hu
Kisi ne pure kiye
Aaj pyar ke wade
Kisi ne pure kiye
Aaj pyar ke wade
Meri wafa ka sila
Mujhko shaandar mila
Meri wafa ka sila
Mujhko shaandar mila
Mai khusnasib hu
Mujhko kisi ka pyar mila
Mai khusnasib hu

