Duniyaa Men Nahin, Zamaanaa Sach Kahataa Hai Lyrics | Amber | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Ghulam Mohammad

Duniyaa Men Nahin, Zamaanaa Sach Kahataa Hai Lyrics | Amber | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Ghulam Mohammad

Duniya me
Duniya me
Duniya me nahi koi yaar wafadaar
Zamana sach kahta hai
Zamana sach kahta hai
Yaha karna kisi se pyaar hai bekaar
Zamana sach kahta hai
Zamana sach kahta hai

Dukh-dard kaa hai baazaar ye sansaar
Zamana sach kahta hai
Zamana sach kahta hai
Milna hai yaha dushwaar dil ko karaar
Zamana sach kahta hai
Zamana sach kahta hai

Kar gaye wo bhi hamse kinara jinko basaya man me
Pyaar ki baazi jit saka hai koi na is jiwan me
Koi na is jiwan me
Hoti hai yaha har baar dil ki haar
Zamana sach kahta hai
Zamana sach kahta hai

Kismat ne majbur banakar chhin liya sukh hamse
Kaaya is qaid me aa kar kaun bacha hai gam se
Kaun bacha hai gam se
Chalte hai yaha par waar gam ke hazaar
Zamana sach kahta hai
Zamana sach kahta hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *