Aisa Champion Kaha Lyrics | Champion | Jaspinder Narula, Sunidhi Chauhan | Anu Malik

Aisa koyee divana aisa koyee mastana, aisa koyee parvana ha ha ha – (2)
Dil ko churanewala apna bananewala, jadu jagane wala ha ha ha
Patthar ko jo pighalade din me tare dikhlade
Karde har mushkil ko aasan, (aisa champion kaha -3)

Woh hai pauladee (uska phulo sa dil -3)
Rangte hain sare (uske rango me mil -3)
Uskee juban jo bole thande pad jaye shole
Usne kaha jo woh kiya, (aisa champion kaha -3)

Chalta hai woh toh (kabhee rukta nahee -3)
Dushman key aage (kabhee jhukta nahee – 3)
Woh aage uske pichhe sara jamana bhage
Joshila hai woh naujawan, (aisa champion kaha -3)

Aisa koyee divana aisa koyee mastana, aisa koyee parvana ha ha ha – (2)
Dil ko churanewala apna bananewala, jadu jagane wala ha ha ha
Patthar ko jo pighalade din me tare dikhlade
Karde har mushkil ko aasan, (aisa champion kaha -6)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *