Khulla Asman Be Parwah Shama Lyrics | Chain Kulii Ki Main Kulii | KK, Salim Merchant | Salim-Sulaiman

Chhin le chura le khushiyo ko aaj tu mana le
Chhu le khwahiso ko
Jine ka aaj tu maja le
Waqt ne ki hai maharbani
Zindagi se ab kar le manmani
Zara khul ke tu ji le yaha
(Khulla asmaan be parwah shama
Udana hai humko to udana hai) – (2)

Pas mere aaja mai chahu kuchh tujhe batana
Mere paas hi hai khoya hua tera khajana
Tujhe dena hai mauj sari
Karle mere sang ab tu yaari
Milke hum ro le hans le zara
(Khuala asmaan be parwah shama
Udana hai humko to udana hai) – (2)

Waqt ne ki hai maharbani
Zindagi se ab kar le manmani
Zara khul ke tu ji le yaha
(Khulla asmaan be parwah shama
Udana hai humko to udana hai) – (2)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *