Mumkin Hai Lyrics | Bol | Ahmad Jahanzab, Shuja Haider | Shoaib Mansoor

(Mumkin hai mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha) – 2
Khwahishon ka karaar mumkin hai
Ek nayi parwah mumkin hai ho
Mumkin hai mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha

Justujoo rang layi hai kucch iss tarah
Dil ki har aarzoo muskuraane lagi
Aasman meherbaan ho gaya
Aur zameen gungunaane lagi hai
Mumkin hai mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha

Khushnuma dil zubaan chhoodiyan pehan kar
Har kalai chanak ne khanak ne lagi
Kaano ki baaliyan bol uthi hain
Geet honthon pe yun aane lagey hain
Mumkin hai mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha
Khwahishon ka karaar mumkin hai
Ek nayi parwah mumkin hai ho

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *