Ye Kaisa Nyaaye Tera Deepak Tale Andhera Lyrics | Chhoti Bahen | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Ye Kaisa Nyaaye Tera Deepak Tale Andhera Lyrics | Chhoti Bahen | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera
Ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera
Ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera

Takdir hamse ruthi apne hue paraye
Takdir hamse ruthi apne hue paraye
Jane kaha chale hai jane kaha se aaye
Charo taraf andhera barbadiyo ne ghera
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera
Ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera

Hamne na haye jana sukh chain kya khushi kya
Hamne na haye jana sukh chain kya khushi kya
Hai rat umar bhar ki andho ki jindagi kya
Dil puchta hai mera hai kaun ye lutera
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera
Ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *