Jhumti Jawani Hai Rut Mastani Lyrics | Bandish (1955) | Lata Mangeshkar | Hemant Kumar

(Jhumti jawani hai rut mastani
Ye manva kahe pukar ke
Aa lute maje bahar ke) – (2)

Priti papiha jo bhole hai man me
Ho o ho o o o
Priti papiha jo bhole hai man me
Sun sun ke aag kaisi lagi aag man me
Hai kya maja is mitti jalan me
Dekho kisi pe dil har ke
Aao mitti lahare bahar ki
Jhumti jawani hai rut mastani
Ye manva kahe pukar ke
Aa lute maje bahar ke

Sawan ke din kali kali ghataye – 2
Man me umango ke mele lagaye
Thandi hawaye bhi dil ko jalaye
Kaise rahenge man maar ke

Aao mitti lahare bahar ki
(Jhumti jawani hai rut mastani
Ye manva kahe pukar ke
Aa lute maje bahar ke) – (2)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *