Chhora Phisal Gaya Lyrics | Bandhan – 1998 | Alka Yagnik, Udit Narayan | Anand Raj Anand

(Jab se dekha hai tujhe sajan sajan
Too hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan) – (2)
Mai tha sharmila, mai tha sharmila
Par jane kab aur kyu kaise teree har ada par yeh, (chhora phisal gaya -2)
Jab se dekha hai tujhe sajan sajan
Too hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan, (mai thi sharmila -2)
Par jane kab aur kyu kaise teree har ada par yeh, (chhori phisal gayi -2)

(Naa naa karte karte mai ikrar kar baitha
Too jiti mai aakhir tujhse pyar kar baitha) – (2)
Dekh ke tere yeh sola singhar hai o chhori, (chhora phisal gaya -2)
Jab se dekha hai tujhe sajan sajan
Too hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan, (mai thi sharmila -2)
Par jane kab aur kyu kaise teree har ada par yeh, (chhori phisal gayi -2)

(Kitna pyar tumhe karte hai hamne aaj yeh jana
Bhul ke dooniya kaa darr hamne tumko sajan mana) – (2)
Tere pyar me ho gayi pagal
Hayi o mere chhore yeh, (chhori phisal gayi -2)
Jab se dekha hai tujhe sajan sajan
Too hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan, (mai thi sharmila -2)
Par jane kab aur kyu kaise teree har ada par yeh, (chhori phisal gayi -2)
Jab se dekha hai tujhe sajan sajan
Too hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan, (mai thi sharmila -2)
Par jane kab aur kyu kaise teree har ada par yeh, (chhori phisal gayi -4)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *