Main Dhoondne Ko Lyrics  | Heartless | Adhyayan Suman, Ariana Ayam | Arijit Singh | Gaurav Dagaonkar

Main Dhoondne Ko Lyrics | Heartless | Adhyayan Suman, Ariana Ayam | Arijit Singh | Gaurav Dagaonkar

Aa ha.. aa.. ha, aa ha.. aa…

Main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
Main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
Pata chala ke ghalath lekke mein pata nikla
Pata chala ke ghalath lekke mein pata nikla
Main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
Main dhundne ko zamane me jab wafa nikla

Aa.. Aa.. ha.. aa.. ha.. .

Jiskke ane se muqammal ho gayi dhi zindagi
Dastaken khushiyon ne di thi,
Mit gayi thi hur kami
Kyon bewaja di ye saza
Kyon kwaab de ke wo le gaya
Jiye jo hum lage sitham
Azab aisse wo de gaya
Main doondne ko uske dil me jo khuda nikla
Main doondne ko uske dil me jo khuda nikla
Patha chala ke ghalath leke main patha nikla
Patha chala ke galath leke main patha nikla
Main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
Main dhundne ko zamane me jab wafa nikla…

Aa.. ha.. aa.. aha…

Dhundta tha ek pal me dil jise ye sau dafa
Hai suba naraz us bin ruthi shame din khafa
Wo aayen na, le jaayen na
Haa usski yaadein jo yahaan
Na raasta, na kuchh patha
Main ussko dhundhoonga ab kahan
Main doondne jo kabhi jeene ki waja nikhla
Main doondne jo kabhi jeene ki waja nikhla
Pata chala ke ghalat leke main pata nikhla
Pata chala ke ghalat leke main pata nikhla
Main doondne ko zamane mein jab wafa nikhla
Main dhundne ko zamane mein jab wafa nikhla…

Aa… oh…aa…Wo… he aye…

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *