Mujhe apna yar bana lo
Fir ho jau sansar ka
Mujhe apna yar bana lo
Phir ho jau sansar ka
Are aajma ke dekho
Dil kaisa hai dildar ka
Mujhe apna yar bana lo
Phir ho jau sansar ka
Duniya ki wadiyo me
Bin yar kaisa jina
Dariya bhi suna suna
Jab tak na ho safina
Duniya ki wadiyo me
Bin yar kaisa jina
Dariya bhi suna suna
Jab tak na ho safina
Are sun lo duniyawalo
Ye nagma dil ke taar ka
Mujhe apna yar bana lo
Phir ho jau sansar ka
Are aajma ke dekho
Dil kaisa hai dildar ka
Mujhe apna yar bana lo
Phir ho jau sansar ka

