Saghar-o-sehba Mutrib-o-naghma Lyrics | Shaam-e-ghazal (Album) | Talat Mahmood | Murli Manohar Swarup

??saghar o sehba mutrib o nagma
Saghar o sehba mutrib o nagma
Kaise bahara aaj bhi hai
Saghar o sehba mutrib o nagma
Kaise bahara aaj bhi hai
Kiski kami hai kaun nahi hai
Kiski kami hai kaun nahi hai
Dil kyun mera aaj bhi hai
Saghar o sehba

Kiski khatir gulshan gulshan
Josh-e bahara aaj bhi hai
Josh-e bahara aaj bhi hai
Kya koi bahsi sehra sehra
Kya koi bahsi sehra sehra
Chaak garewan aaj bhi hai
Kya koi bahsi sehra sehra
Chaak garewan aaj bhi hai
Saghar o sehba

Kitni yaade kitni murade
Rakhte hain hum dil me magar
Dil ki duniya sooni sooni
Dil ki duniya sooni sooni
Veerani raah aaj bhi hai
Dil ki duniya sooni sooni
Veerani raah aaj bhi hai
Saghar o sehba

Kya kya dilkas rangeero se
Zere zami hain dafn magar
Zere zami hain dafn magar
Hairat hai is veerane ka
Naam gulistaan aaj hai
Hairat hai is veerane ka
Naam gulistaan aaj bhi hai
Saghar o sehba

Kaid kafas se chhut ke ab tak
Kaid kafas se chhut ke ab tak
Rah na sake rahat se sami
Khne ko azad hain lekin
Khne ko azad hain lekin
Fikr e gulitaan aati hai
Saghar o sehba mutrib o nagma
Kaise bahara aaj bhi hai
Saghar o sehba

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *