Badi Joro Ka Jaada Lyrics | Sar Aankhon Par | Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu | Jatin Lalit

Badi joro ka jaada padat hai
Dhak dhak mora jiyara karat hai
Badi joro ka jaada padat hai
Dhak dhak mora jiyara karat hai
Thar thar kaanpe re mora badanwa
Balam ji aawe nahi
Aawe nahi
Balam ji aawe nahi
Aawe nahi
Balam ji aawe nahi
Badi joro ka jaada padat hai
Dhak dhak mora jiyara karat hai
Thar thar kaanpe re mora badanwa
Balam ji aawe nahi
Aawe nahi
Balam ji aawe nahi
Aawe nahi
Balam ji aawe nahi
La la la la la la la

Kisi sautan ne haay raama
Meri dushman ne haay raama
Ho kisi sautan ne haay raama
Meri dushman ne haay raama
Kyaa tujhko roka
Jo mujhko bhula hai
Meri paayal ka har ghugharu tujhko pukaare re
Tang kaahe
Ho tang kaahe tu mohe karat hai
Kaahe aake naa mose milat hai
Thar thar kaanpe re mora badanwa
Balam ji aawe nahi
Aawe nahi
Balam ji aawe nahi
Aawe nahi
Balam ji aawe nahi

Tera wadaa hai hay raama
Kya iraada hai hay raama
Ho tera wadaa hai hay raama
Kya iraada hai hay raama
Kyu mujhko tadapaaye
Kyu mujhko tarsaaye
Karke waada jo na aaya
Ji na sakungi
Tera rastaa
Ho tera rastaa nigodi takat hai
Paagal raato ko tori jagat hai
Thar thar kaanpe re mora badanwa
Balam ji aawe nahi
Aawe nahi
Balam ji aawe nahi
Aawe nahi
Balam ji aawe nahi
Jhum jhum jhum jhum jhum

Balam aaya hay raama
Pyaar laaya hai hay raama
Balam aaya hay raama
Pyaar laaya hai hay raama
Are o sundar si gori
Aaja chori chori
Gora gora aake mohe mukhada dikha ja
Pyaar tose
Ho pyaar tose ye aashiq karat hai
Har adaa pe ye tori marat hai
Tujhe dhundhe hai tera sajanwa
Sajaniyaa aawe nahi
Aawe nahi
Balam ji aawe nahi
Aawe nahi
Sajaniyaa aawe nahi
Aawe nahi
Balam ji aawe nahi
Aawe nahi
Sajaniyaa aawe nahi
Aawe nahi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *