Jana Desh Piya Ke Jana Lyrics | Khamoshi | Ramdulari, Ramola | G A Chishti

Jana
Jana
Jana nadiya jana
Desh piya ke jana
Jana
Jana
Jana nadiya jana
Desh piya ke jana
Man ki baat sunana
Nadiya jana
Man ki baat sunana
Jana
Jana
Jana nadiya jana
Desh piya ke jana

Jalti is paar ji ki jawala
Jalti is paar ji ki jawala
Saajan ko dikhalana
Hamri vyatha sunana
Hamri vyatha sunana
Nadiya jana
Desh piya ke jana
Jana
Jana
Jana nadiya jana
Desh piya ke jana

Maujo me bahar
Man ki mauje le ja
Le ja
Le ja
Maujo me bahar
Man ki mauje le ja
Le ja
Le ja
Maujo ka saaz bajana
Maujo ka saaz bajana
Biraha ke geet sunana
Maujo ka saaz bajana
Biraha ke geet sunana
Nadiya jana
Desh piya ke jana
Jana
Jana
Jana nadiya jana
Desh piya ke jana
Nadiya jana
Desh piya ke jana
Jana
Jana
Jana nadiya jana
Desh piya ke jana
Nadiya jana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *