Kya Kiya Khoon Bachche Ka Khooni Hai Tu Lyrics | Jeevan Nauka | Shamshad Begum, Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Kya Kiya Khoon Bachche Ka Khooni Hai Tu Lyrics | Jeevan Nauka | Shamshad Begum, Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Kya kiya khun bacche ka khuni hai tu
Kya kiya khun bacche ka khuni hai tu
Ekli raat ko laash laai hai kyu
Kaun hai
Kaun hai
Bol jaldi bata
Chor ki bhaati marghat me aai hai kyu
Koi sangi nahi
Koi saathi nahi
Koi sangi nahi
Koi saathi nahi
Saath takdir ko apne laai hun main
Rutha bhagwaan
Futa nasiba mera
Laal ko funkne apne laai hun

Kar bina paaye main laash jalne na dun
Kar bina paaye main laash jalne na dun
Saty ki baat tujhko batata hun main
Kya karun main bhi bebas hun lachaar hun
Hukum maalik ka apne bajata hun main

Futi kaudi nahi paas mere suno ji
Futi kaudi nahi paas mere suno
Is bhayanak andhere se ghabraaun main
Koi duniya me mera nahi aasra
Tum hi bolo abhagan kaha jaaun main

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *