Chidhiya Bole Chun Chun Lyrics | Ghar Aaya Mera Pardesi | Poornima | Vijay Singh

Chidhiya Bole Chun Chun Lyrics | Ghar Aaya Mera Pardesi | Poornima | Vijay Singh

Chidiya bole chun chun chun
Bhawra bole gun gun gun
Maina kahe meri sun
Jiwan ek nagina hai
Haste gate jina hai
Ye jindagi char din
Pyar hamara na tute
Sath hamara na chhute
Chidiya bole chun chun chun
Bhawra bole gun gun gun
Maina kahe meri sun

Nadiya kahti bahta ja
Bahna hi to teri jindagi hai
Nadiya kahti bahta ja
Bahna hi to teri jindagi hai
Bagiya kahti khilta ja
Khilna hi to phulo ki hasi hai
Patjhad kahta ujad gaye to
Phir se milenge mil ke rahenge

Chidiya bole chun chun chun
Bhawra bole gun gun gun
Maina kahe meri sun
Jiwan me ek nagina hai
Haste gate jina hai
Ye jindagi char din
Pyar hamara na tute
Sath hamara na chhute

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *