Aye Udi Udi Udi | Saathiya | Adnan Sami | A.R Rahman | Gulzar | Rani Mukerji, Vivek Oberoi

Aye Udi Udi Udi | Saathiya | Adnan Sami | A.R Rahman | Gulzar | Rani Mukerji, Vivek Oberoi

Aye udi udi udi
Aye khwaabon ki pudi
Aye ang rang kheli
Aye saari raat holi (x2)

[Music]

Halki, ae halki,
kal raat jo shabnam giri
Akhiyaan vakhiyaan bhar gayin kal to;
haath pe tap tap giri
Pehli pehli baarish ki Cheetein
Pehli baarish bheegein

oho ho
naageena naageena naageena
ho o o
naagaare naagaare naageena (x2)

Uljhi hui thi, khul bhi gayi thi,
lat wo raat bhar barsi
Kabhi manaaya, khoob sataaya,
thi sab yaar ki marzi

Aye udi udi udi
Aye khwaabon ki pudi
Aye ang rang kheli
Aye saari raat holi 

Aye udi udi udi
Aye khwaabon ki pudi

Chhed doon main kabhi,
pyaar se to tang hoti hai
Chhod doon rooth ke,
to bhi to jang hoti hai 
Chhed doon main kabhi,
pyaar se to tang hoti hai
Khwaamkhaah choom loon,
to bhi to jang hoti hai

Zindagi, aakhon ki
aayat hai zindagi
aakhon meie rakkhi hai,
teri amaanat hai
yeh Zindagi ye zindagi ye zindagi

oho ho
naageena naageena naageena
ho o o
naagaare naagaare naageena (x2)

Uljhi hui thi, khul bhi gayi thi,
lat wo raat bhar barsi
Kabhi manaaya, khoob sataaya,
thi sab yaar ki marzi

Aye udi udi udi
Aye khwaabon ki pudi
Aye ang rang kheli
Aye saari raat holi  (x2)

Lad lad ke, jeene ko,
ye lamhe tode hain
Mar mar ke seene mein,
ye sheeshe jode hain
Tum keh do, sab la dein,
bas itna socho to
Ambar pe pehle hi,
sitaare thode hain

Zindagi, aakhon ki
aayat hai zindagi
Palkon mein jhapakee hai
meethee shikaayath
hai Zindagi ye zindagi ye zindagi

Hey
naageena naageena naageena
ho o o
naagaare naagaare naageena (x2)

Uljhi hui thi, khul bhi gayi thi,
lat wo raat bhar barsi
Kabhi manaaya, khoob sataaya,
thi sab yaar ki marzi

Aye udi udi udi
Aye khwaabon ki pudi
Aye ang rang kheli
Aye saari raat holi (x2)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *