Wo Aa Ke Kwaab Men Taskin E Iztaraab To De Lyrics | Non-Film (K. L. Saigal) | Kundan Lal Saigal

Wo Aa Ke Kwaab Men Taskin E Iztaraab To De Lyrics | Non-Film (K. L. Saigal) | Kundan Lal Saigal

E ra
Wo aa ke khwaab me taskin-e-iztaraab to de
Wale mujhe tapish-e-dil majaal-e-khwaab to de

Kare hai qatl lagaawat me teraa ro denaa
Teri tarah ko_i teg-e-nigah ko aab to de

Pilaa de oak se saaqi gar hamase nafarat hai
Piyaalaa gar nahi detaa na de sharaab to de

‘asad’ khushi se mere haath-paanv phul gaye
Kahaa jo usane zaraa mere paanv daab to de

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *