Andhiya kari rat me
Sawan ki barsat me
Teri yad sataye ho
Mohe nind na aaye ho
Andhiya kari rat me
Sawan ki barsat me
Teri yad sataye ho
Mohe nind na aaye ho
Badalva rim jhim barse
Mera jiyra tum bin tarse
Badalva rim jhim barse
Mera jiyra tum bin tarse
Tum dur waha majbur waha
Main baithi aas lagaye
Andhiya kari rat me
Sawan ki barsat me
Teri yad sataye ho
Mohe nind na aaye ho
Barsat ki in rato ko
Tarsu main mulakato ko
Barsat ki in rato ko
Tarsu main mulakato ko
Bas ye falk dikhla ke jhalk
Koi man ki pyas bujhaye
Andhiya kari rat me
Sawan ki barsat me
Teri yad sataye ho
Mohe nind na aaye ho
Is badal hi ke bahane
Aa jao to hum jane
Is badal hi ke bahane
Aa jao to hum jane
Hui kab ki khadi
Jinki hai ghadi
Aur ghadiya biti jaye
Andhiya kari rat me
Sawan ki barsat me
Teri yad sataye ho
Mohe nind na aaye ho

