Tauba Ji Tauba Na Poochho Mera Haal Lyrics | Teesri Gali | Lata Mangeshkar | Chitragupt

Tauba Ji Tauba Na Poochho Mera Haal Lyrics | Teesri Gali | Lata Mangeshkar | Chitragupt

Touba ji touba na punchho mera haal
Touba ji touba na punchho mera haal
Sunkar ke siyan ji thamenge baiyan bahak gai chal
Touba ji touba na punchho mera haal

Unke khyalo ke jhule mein jhul ke
Kaliyon se khelun main kanto ko chum ke
Unke khyalo ke jhule mein jhul ke
Kaliyon se khelun main kanto ko chum ke
Usne lagai jo phoolo ki dali mahak gaye baal
Touba ji touba na punchho mera haal
Touba ji touba na punchho mera haal

Koi samjh ke kare aisa kaam na
Mare khushi ke pada dil ko thamna
Koi samjh ke kare aisa kaam na
Mare khushi ke pada dil ko thamna
Kahati hun ji se jo milana hai pi se
To khud is dil ko sambhal
Touba ji touba na punchho mera haal
Touba ji touba na punchho mera haal

Banke diwani balam ji ki chah mein
Dolun akeli mohabbat ki raah mein
Banke diwani balam ji ki chah mein
Dolun akeli mohabbat ki raah mein
Itna na jane kahi ye jamana chale na koi chal
Touba ji touba na punchho mera haal
Sunkar ke siyan ji thamenge baiyan bahak gai chal
Touba ji touba na punchho mera haal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *