Leher Chup Hai Hawa Chup Hai Lyrics | Daughter Of Sindbad | Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar | Chitragupt

Lahar chup hai hawa chup hai rava hai kaarba apna
Nahi hai namuda koi khuda hai paasba apna
Lahar chup hai hawa chup lahar chup hai hawa chup

Jahan bhi hum gaye apni khushi ki geet gaye hai
Tarike hamne jine ke jamne ko sikhaye hai
Mohabbat ki kahani hai ye lahrata nisha apna
Lahar chup hai hawa chup hai rava hai kaarba apna
Lahar chup hai hawa chup lahar chup hai hawa chup

Kabhi tufa se khele hai kabhi laharo pe machlae hai

Sahara leke himmat ka hawa ke rukh se bdle hai
Hajaro baar jamne ne jo kiye imteha apna
Lahar chup hai hawa chup hai rava hai kaarba apna
Lahar chup hai hawa chup lahar chup hai hawa chup

Khuda ki raah mein duniyan ki doulat dete jate hai
Sakira ab usi ke aasre pe lete jate hai
Vo hi malik hai duniya ka vo hi mahrba apna
Lahar chup hai hawa chup hai rava hai kaarba apna
Nahi hai namuda koi khuda hai paasba apna
Lahar chup hai hawa chup lahar chup hai hawa chup

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *