Apna Samaj Ke Tumhen Dil Diya Tha Lyrics | Pyar Hua Badnam | Sadhna Sargam | Anand Milind

Apna Samaj Ke Tumhen Dil Diya Tha Lyrics | Pyar Hua Badnam | Sadhna Sargam | Anand Milind

Apna samjh ke tumhe dil diya tha
Magar tumne dil ke tukde kiye hai
Mujhe kis khata ki saja tumne di hai
Mohabbat se meri kyu badle liye hai
Apna samjh ke

Sansao mein teri khushboo basi hain
Hotho pe mere geet hai tere
Hatho pe tere naam ko likh ke
Main chumti hun saanjh sawere
Jitni mohabbat main karti hun tumse
Bhala kaun itni mohabbat karega
Apna samjh ke

Kaandhe pe tere sar rakh diya tha
Tujhe maine apna dilbar samjh ke
Magar tumne mujhko thukara diya hain
Raahon ka koi pathar samjh ke
Meri wafa ki kadar tab karoge
Jab koi todega dil ye tumhara
Apna samjh ke

Sach hi kaha hai kisi ne jahan mein
Mohabbat mein aksar hota hai aisa
Khwaabon ke rangeen mahal tutte hai
Khud apna saya deta hai dhokha
Sacha agar hai mera pyar hamdam
Tujhe khich layegi meri wafayen
Apna samjh ke tumhe dil diya tha
Magar tumne dil ke tukde kiye hai
Apna samjh ke

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *