Aakhir Woh Din Aaya Aaj Lyrics | Dharti Mata | Pankaj Mullick | Pankaj Mullick

Aakhir Woh Din Aaya Aaj Lyrics | Dharti Mata | Pankaj Mullick | Pankaj Mullick

Aakhir wo din aaya aaj
Aakhir wo din aaya aaj
Jis din ka raasta takta tha
Jiska tha mohtaaj aakhir
Jis din ka raasta takta tha
Jiska tha mohtaaj
Aakhir wo din aaya aaj
Aakhir wo din aaya aaj

Aaj mere ghar aasha aayi
Aaj hui meri sunwaai
Aaj mere ghar aasha aayi
Aaj hui meri sunwaai
Aaj mera haath aakar pakda
Aaj mera haath aakar pakda
Aap gharrib nawaz
Aakhir wo din aaya aaj
Aakhir wo din aaya aaj
Jis din ka raasta takta tha
Jiska tha mohtaaj
Aakhir wo din aaya aaj
Aakhir wo din aaya aaj

Jinke man me nek iraade
Unki mushqil door hata de haan
Jinke man me nek iraade
Unki mushqil door hata de haan
Tere ghar me kya mushkil hai
Tere ghar me kya mushkil hai
Sun o rajadhiraaj
Tere ghar me kya mushkil hai
Sun o rajadhiraaj
Aakhir wo din aaya aaj
Aakhir wo din aaya aaj

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *