He deewana hoon deewana hoon raahat se mai bagana hoon
Raahat se mai bagana hoon
Deewana hoon deewana hoon raahat se mai bagana hoon
Raahat se mai bagana hoon
Dil ko kaise bahlaau mai ye jhkham kise dikhlaau mai
Dil ko kaise bahlaau mai ye jhkham kise dikhlaau mai
Aansu sun sun kr hanste hai kya dard bhara afsana hai
Kya dard bhara afsana hai
Aayi na bahaar fiza hi shi aayi na bahaar fiza hi shi
Ujde dil me armaan hi shi ujde dil me armaan hi shi
Hairaan hoon ki aakhir kya hoon mai
Hairaan hoon ki aakhir kya hoon mai
Aabad hoon ya veerana hoon
Ghayal hoon tumse door hoon mai
Ghayal hoon tumse door hoon mai
Par phoonk chuka majboor hoon mai
Par phoonk chuka majboor hoon mai
Ae sama balaye le aakar ae sama balaye le aakar
Akhir mai bhi parwana hoon akhir mai bhi parwana hoon
Akhir mai bhi parwana hoon

