Sun Re Bawre Ghar Wali Bin Suna Hai Sansar Lyrics | Seva Gram | Khirod Chandra Bhattacharya

Sun Re Bawre Ghar Wali Bin Suna Hai Sansar Lyrics | Seva Gram | Khirod Chandra Bhattacharya

Sun re bawre sun re bawre
Ghar wali bin suna hai sansar
Sun re bawre sun re bawre
Ghar wali bin suna hai sansar
Baware suna hai sansar
Ghar ki shobha ghar wali hai
Ghar ki shobha ghar wali hai
Ghar wali hi deewali hai
Ghar wali hi deewali hai
Ghar ki shobha ghar wali hai
Ghar wali hi deewali hai

Man ki bagiya haryali hai
Man ki bagiya haryali hai
Rahta ghar gunjal bawale
Rahta ghar gunjal bawale
Rahta ghar gunjal bawale
Sun re bawre sun re bawre
Ghar wali bin suna hai sansar
Baware suna hai sansar

Bin sajani ghar bhut ka dera
Bin sajani ghar bhut ka dera
Rog shauk mein koi na tera
Andhiyari mein wahi ujela
Andhiyari mein wahi ujela
Andhiyari mein wahi ujela
Ghar wali bin jina hai dushawar
Baware jina hai dushawar
Sun re bawre sun re bawre
Ghar wali bin suna hai sansar
Baware suna hai sansar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *