Uthi Umange Phir Sajni Naya Zamana Aaya Lyrics | Doosri Shaadi | Govind Ram

Uthi Umange Phir Sajni Naya Zamana Aaya Lyrics | Doosri Shaadi | Govind Ram

Uthi umange fir se sajni naya zamaana aa gaya
Uthi umange fir se sajni naya zamaana aa gaya
Mere man me kon samaya
Uthi umange fir se sajni naya zamaana aa gaya
Uthi umange fir se sajni naya zamaana aa gaya
Mere man me kon samaya

Man me hai chit chor tumhare
Chamak rahe aasha ke taare
Man me hai chit chor tumhare
Chamak rahe aasha ke taare
Man me hai chit chor tumhare
Chamak rahe aasha ke taare
Palbhar me kudrat ne phir se
Bigda khel banaya
Uthi umange fir se sajni naya zamaana aa gaya
Mere man me kon samaya

Naa kaha hai man ka panchi
Naa kaha hai man ka panchi
Sari duniya jhoom rahi hai
Sari duniya jhoom rahi hai
Mast pawan le le angdayi
Kaliyo ka muh chum rahi hain
Patjhad ke din beet chuke hai
Phir se fagun aaya
Mere man me kon samaya
Uthi umange fir se sajni naya zamaana aa gaya
Mere man me kon samaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *