Wafaye Hamari Na Tum Aazmana Lyrics | Diwani | G. M. Durrani, Amirbai Karnataki | Gyan Dutt

Wafaye hamari na tum azmaana na tum azmaana
Na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana

Wafaye hamari

Nahi aasaan rasme hai mahobat nibhana
Nahi aasaan rasme hai mahobat nibhana
Abhi tumne shayed nahi humko jana
Abhi tumne shayed nahi humko jana
Nigahe mila ke njer na churana
Nigahe mila ke njer na churana
Na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana
Wafaye hamari

Nahi dil me cheda daya hai tarana
Nahi dil me cheda daya hai tarana
Tumhari jubaan par humara fasana
Tumhari jubaan par humara fasana
Ye raate ye baate ye mosam suhana
Ye raate ye baate ye mosam suhana
Na bhulenge hum bina tum bhul jana
Na bhulenge hum bina tum bhul jana
Na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana
Wafaye hamari

Kya wafa ka hamari nahi aitbaar
Sirf do din ka hai ye jwani ka pyar
Hum jawani bhi kar denge tum par nisaar
Kya kroge btaoo ager dil na maana
Dil to phale hi se najar ka nishana
Dil to phale hi se najar ka nishana
Na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana
Wafaye hamari

Wafaye hamari na tum azmaana na tum azmaana
Na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana
Wafaye hamari na tum azmaana na tum azmaana
Na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana
Wafaye hamari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *