Hay ye maine kya kiya
Hay ye maine kya kiya
Dil ka diya bujha diya
Jage huye nasib ko deke dwa sula diya
Hay ye maine kya kiya
Gairo ka kuchh gila nahi
Main hi kasurvaar hun
Maine hi apne hanth se
Maine hi apne hanth se
Apna nisha mita diya
Hay ye maine kya kiya
Dil ka diya bujha diya
Shad unko kar diya aur ho gaya nashad main
Shad unko kar diya aur ho gaya nashad main
Unka diya jala diya
Unka diya jala diya
Apna diya bujha diya
Hay ye maine kya kiya
Kiski karu shikayate
Kos main kiski jaan ko
Mere hi bathate shouk ne
Mere hi bathate shouk ne
Mera gala daba diya
Hay ye maine kya kiya
Dil ka diya bujha diya

