Bachpan Tu Mera Daaman Lyrics | Rang Mahal | Anant Marathe, Shalini | VA Balsara, Datta Korgaonkar

Bachpan Tu Mera Daaman Lyrics | Rang Mahal | Anant Marathe, Shalini | VA Balsara, Datta Korgaonkar

Bachapan tu mera daman
Daman chhod jara daman chhod jara
Ja leja apne khel khilaune ja
Bachpan tu mera daman
Daman chhod jara daman chhod jara
Ganga ki kanghi se ab mein uljhe baal sanwaru
Aasman se tod ke tare
Aasman se tod ke tare
Mang main apni sajaaugi
Mang main apni sajaaugi
Khelungi koi khel nirala
Khelungi koi khel nirala
Ja leja apne khel khilaune ja
Bachpan tu mera daman
Daman chhod jara daman chhod jara

Bijali si chanchlta lekar naino mein bhar lungi
Phulo se muskan chhin kar hontho mein bhar lungi
Le lungi koyal se le lungi koyal se madhur kala
Ja leja apne khel khilaune ja
Bachpan tu mera daman
Daman chhod jara daman chhod jara
Phulo ke ras ke lal mein bhanwra ban jaunga
Ho inki sun kar madhur dhun main basant ban jaunga
Main phul ban tu bhanwara ban kar aa
Khelungi koi khel nirala
Ja leja apne khel khilaune ja
Bachpan tu mera daman
Daman chhod jara daman chhod jara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *