Khamosh Fasana Hai Duniya Se Chup Chup Ke Lyrics | Heer Ranjha | Lata Mangeshkar, G. M. Durrani | Azeez Khan

Khamosh Fasana Hai Duniya Se Chup Chup Ke Lyrics | Heer Ranjha | Lata Mangeshkar, G. M. Durrani | Azeez Khan

Khamosh fasana hai
Khamosh fasana hai
Duniya se chhup chhup ke
Ho duniya se chhup chhup ke baalam ko sunana hai
Baalam ko sunana hai
Chhoti si kahani hai
Chhoti si kahani hai
Jinse chhupai thi
Chhupai thi
Ab unko sunani hai
Jinse chhupai thi
Chhupai thi
Ab unko sunani hai
Ab unko sunani hai

Kya rog laga ke baithe
Haay kya rog laga ke baithe
Ankhiya milaate hi
Ho balma
Hum jaan gava baithe
Ankhiya milaate hi
Ho balma
Hum jaan gava baithe
Hum jaan gava baithe

Ye rog nirala hai
Ye rog nirala hai
Jaano jigar deke
Ho sajni
Is rog ko paala hai
Jaano jigar deke
Ho sajni
Is rog ko paala hai
Is rog ko paala hai

Ab kis ki dua maangu
Ab kis ki dua maangu
Mil gaye jab tumhi hi
Ab aur mai kya maangu
Mil gaye jab tumhi hi
Ab aur mai kya maangu
Dono ka bhala maango
Dono ka bhala maango
Sath rahe hum tum
Rahe hum tum
Bas itni dua maango
Sath rahe hum tum
Rahe hum tum
Bas itni dua maango
Bas itni dua maango

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *