Aaj Badli Se Mera Chand Nikal Aaya Hai Lyrics | Main Hoon Jadugar | Suman Kalyanpur | Naushad Premnath

Aaj Badli Se Mera Chand Nikal Aaya Hai Lyrics | Main Hoon Jadugar | Suman Kalyanpur | Naushad Premnath

Aaj badli se mera
Chaand nikal aaya hain
Aaj badli se mera
Chaand nikal aaya hain
Raat ruk ruk ke gujar
Dil pe nasha chhaya hain
Aaj badli se mera
Chand nikal aaya hain

Aa aa aa aa aa
Aai gulshan me
Fijaye bhi bahare bankar
Aai gulshan me
Fijaye bhi bahare bankar
Dil ka har zakhm
Badi shaan se shrmaya hain
Raat ruk ruk ke gujar
Dil pe nasha chhaya hain
Aaj badli se mera
Chand nikal aaya hain

Aa aa aa aa aa
O mile kaise mile
O mile kaise mile
Hamko khabar tak na hui
Dil se dil kis naye
Andaaz se takraya hain
Raat ruk ruk ke gujar
Dil pe nasha chhaya hain
Aaj badli se mera
Chand nikal aaya hain

Aa aa aa aa aa
Phul kadmo se lipatne lage aakar mere
Phul kadmo se lipatne lage aakar mere
Dil ne jabse nayi
Manjil ka nisha paya hain
Raat ruk ruk ke gujar
Dil pe nasha chhaya hain
Aaj badli se mera
Chand nikal aaya hain
Aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *