Tasveere yaar dil se mitayi na gayi
Aansuo se aag ye bujhayi na gayi
Aas banke saans me
Atki hai unki yaad
Lakh chaha bhulna
Bhulayi na gayi
Koi kisi ka diwana na bane
Koi kisi ka diwana na bane
Ho teer-e-najar ka nishana na bane
Nishana na bane
Diwana na bane
Koi kisi ka diwana na bane
Aag lage
Aisi aag ko haye
Jiske dekhe se
Koi jal jaye
Aag lage
Aisi aag ko haye
Jiske dekhe se
Koi jal jaye
Aisi shama ka
Parwana na bane
Aisi shama ka
Parwana na bane
Ho teer-e-najar ka nishana na bane
Koi kisi ka diwana na bane
Diwana na bane
Diwana na bane
Koi kisi ka diwana na bane
Dil lagane ko
Samajh ke ek dillagi
Unke hatho de di
Apni zindagi
Dil lagane ko
Samajh ke ek dillagi
Unke hatho de di
Apni zindagi
Duniya ke hansne ko
Bahana na bane
Duniya ke hansne ko
Bahana na bane
Ho teer-e-najar ka nishana na bane
Koi kisi ka diwana na bane
Diwana na bane
Diwana na bane
Koi kisi ka diwana na bane

