Meri Padosan Lyrics | Do Fantoosh | Udit Narayan, Alka Yagnik | Hari Arjun

Meri padosan hay meri padosan jawa ho gayi hai
Gul se to wo gulesta ho gayi hai
Wo dur dekh kar muskuraye jab paas aaye to wo sarmaye
Lagata hai wo mujh pe mehewan ho gayi hai
Mera padosan jawa ho gaya hai
Jalim bada shetan ho gaya hai
Khidki se khidki se mujhko bulaye
Bilkul dre na wo siti bajaye
Meri mout ka saba ho gaya hai
Meri padosan ho ho ho
Mera padosi ho ho ho

Jawani hai hay jawani khatana hi khatana
Bana hu mai shikari lage kaesa nishana
Ise najdik laou karu mai kya bahana
Hua hu mai diwana karega kya jawana
Ye soch kar ek khat likh diya
Ye dekh uska jawab aa gaya
Is khat mai har baat ha ho gayi hai
Meri padosan jawa ho gayi hai
Mera padosi jawa ho gayi hai

Kabhi kolar cadhye kabhi kolar utare
Kabhi aakae gali mai mujhe kankar se maare
Kabhi wo chhat pe aake kre mujko ishare
Kabhi gaye wo gana kabhi mujhko pukare
Mujh se kahi mil akele mai aa
Bajar chli aa tu mele mai aa
Jina hi mushkil tawah ho gaya hai
meri padosan jawa ho gayi hai
Gul se to wo gulesta ho gayi hai
Wo dur dekh kar muskuraye jab paas aaye to wo sarmaye
Lagata hai wo mujh pe mehewan ho gayi hai
Mera padosi jawa ho gayi hai
Meri padosan jawa ho gayi hai
Mera padosi jawa ho gayi hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *