Barbadiyo Ka Haal Duniya Tujhe Sunaye Kya Lyrics | Usha Kiran | Meena Kapoor | Hanuman Prasad

Barbadiyo Ka Haal Duniya Tujhe Sunaye Kya Lyrics | Usha Kiran | Meena Kapoor | Hanuman Prasad

Barbadiyo ka hal hum dunia tujhe sunaye kya
Dunia tujhe sunaye kya
Barbadiyo ka hal hum dunia tujhe sunaye kya
Dunia tujhe sunaye kya
Barbadiyo ka hal hum

Aasu bhi aaye mere nain bhige
Dil ki lagi bujhaye kya
Barbadiyo ka hal hum

Rashte ki jab khabar na ho
Manjil ka jab pata na ho
Aage kadam badhaye kya
Piche kadam hataye kya
Barbadiyo ka hal hum

Chaha tha hamne maut ko
Lekin na maut aa saki
Jine ki fir jahan me
Mangenge hum duaye kya
Barbadiyo ka hal hum

Hamne na paya aye dil
Dil leke bijli gir padi
Khilte hue chaman me hum
Ab aashiya banaye kya
Barbadiyo ka hal hum dunia tujhe sunaye kya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *