Aurangzeb (Rock Version) Lyrics | Aurangzeb | Vipin Mishra | Vipin Mishra

Aurangzeb (Rock Version) Lyrics | Aurangzeb | Vipin Mishra | Vipin Mishra

Haatho me mere jo rang hai
Ye rang hai lahu ka jo dhulta nahi
Aankho me nami bhi kuchh kam hai
Na hai khushi aur na hi gam hai
Ladte bikharte hu pahucha yaha aurangzeb

Har dushman ko dhundha khudko khoya
Aurangzeb aurangzeb
Mar maar ke hu main jiya aurangzeb
Karna tha jo maine bas vo kiya aurangzeb
Mar maar ke hu main jiya aurangzeb
Karna tha jo maine bas wo kiya

Hu aaj main baadshah hu
Lakh dil hai darte par ek bhi na pyar kare
Ha main khuda hu
Har duva ke saath aaye mile wo saza hu
Ladte bikharte hu pahucha yaha aurangzeb
Har dushman ko dhundha khud ko khoya
Aurangzeb aurangzeb
Mar maar ke hu main jiya aurangzeb
Karna tha jo maine bas wo kiya aurangzeb
Mar maar ke hu main jiya aurangzeb
Karna tha jo maine bas wo kiya
Mar maar ke hu main jiya aurangzeb
Karna tha jo maine bas wo kiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *