O Pardesi Babu Lyrics | Kasam | Sudesh Bhosle, Sadhana Sargam | Viju Shah

O Pardesi Babu Lyrics | Kasam | Sudesh Bhosle, Sadhana Sargam | Viju Shah

O pardeshi babu kaha se aaya hai tu
Are o pardeshi babu kaha se aaya hai tu
Kaha se aaya kaha hai jana kaha thikana hai
Ke yahi bas jana hai
O pardeshi babu kaha se aaya hai tu
O pardeshi babu kaha se aaya hai tu
Kaha se aaya kaha hai jana kaha thikana hai
Ke yahi bas jana hai

Kya hai tera naam pata o
Kya hai tera naam pata bhul gya hai kya rasta
Kya hai tera naam pata bhul gya hai kya rasta
Nahi nahi o nahi nahi are nahi nahi nahi
Mujhko khinch ke laai hai is mitti ki khusbu
O pardeshi babu kaha se aaya hai tu
O pardeshi babu kaha se aaya hai tu
Kaha se aaya kaha hai jana kaha thikana hai
Ke yahi bas jana hai

Mana ke anjan hu mai o
Mana ke anjan hu mai sidha sa insan hu mai
Mana ke anjan hu mai sidha sa insan hu mai
Nahi nahi o nahi nahi are nahi nahi nahi
Maine teri aankho me dekha hai ek jadu
O pardeshi babu kaha se aaya hai tu
O pardeshi babu kaha se aaya hai tu
Kaha se aaya kaha hai jana kaha thikana hai
Ke yahi bas jana hai
O pardeshi babu kaha se aaya hai tu
O pardeshi babu kaha se aaya hai tu
Kaha se aaya kaha hai jana kaha thikana hai
Ke yahi bas jana hai ke yahi bas jana hai ke yahi bas jana hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *