Hai Usi Ki Duniya Haare Na Jo Kabhi, Lamba Safar Hai Mushkil Dagar Hai Lyrics | Bhookamp | Abhijeet | Jatin Lalit

Hai Usi Ki Duniya Haare Na Jo Kabhi, Lamba Safar Hai Mushkil Dagar Hai Lyrics | Bhookamp | Abhijeet | Jatin Lalit

Hai usi ki dunia hare na jo kabhi
Hai usi ki dunia hare na jo kabhi
Lamba safar hai mushkil dagar hai
Rukna na kabhi
Hai usi ki dunia hare na jo kabhi
Hai usi ki dunia hare na jo kabhi
Lamba safar hai mushkil dagar hai
Rukna na kabhi

Khud ko samjhke tanha himmat na harna
Tu apni jindagi ko phir se sawarna
Jiwan ki mushkilo se darna na kabhi
Hai usi ki dunia hare na jo kabhi
Hai usi ki dunia hare na jo kabhi
Lamba safar hai mushkil dagar hai
Rukna na kabhi

Tufan me hai kashti mat bar thamna
Karna padega tujhko bhukamp ka samna
Ab tu kisi ke aage jhukna na kabhi
Hai usi ki dunia hare na jo kabhi
Hai usi ki dunia hare na jo kabhi
Lamba safar hai mushkil dagar hai
Rukna na kabhi

Tu jhuth se ladega dil me ye than le
Hoti hai jeet sach ki itna tu jan le
Ab chal pada tu piche hatna na kabhi
Hai usi ki dunia hare na jo kabhi
Hai usi ki dunia hare na jo kabhi
Lamba safar hai mushkil dagar hai
Rukna na kabhi
Hai usi ki dunia hare na jo kabhi
Hai usi ki dunia hare na jo kabhi
Lamba safar hai mushkil dagar hai
Rukna na kabhi
Lamba safar hai mushkil dagar hai
Rukna na kabhi
Lamba safar hai mushkil dagar hai
Rukna na kabhi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *