Jab Hum Chhote Hote The Lyrics | Sunoh (album) | Lucky Ali

Jab Hum Chhote Hote The Lyrics | Sunoh (album) | Lucky Ali

Jab hum chote hote the socha thi ki yeh aisa hoga
Yeh zamaana kyon aisaa hai
Meri jaan
Ab hum bade ho gaye dekha hai ki yeh aisaa hai
Yeh zamaana kyon aisaa hai
Meri jaan
Raste hain wohi
Hai to pyaar ki kami
Main jo dhoondta hoon mile kahan
Yeh kal to ek bahaana
Zamaana
Sab ko kuch na kuch kar ke dikhana
Gulshanon ki kami hai
Kami hai
Zindagi kaaton se bani hai nafratein bhi hain yahin
Aur pyaar ki kami raahi dhoonde kya tu ab yahan

Badley mausam badley hum jaane ab anjaane ho gaye
Jaan kar hum ho gaye anjaan josh zyaada hosh kam
Hairaan hain pareshaan hai sab
Qayamat nahin to yeh kya hai
Meri jaan
Yeh zamin yeh aasmaan phir milenge do jahaan
Banega phir se nayaa aashiyaan imtihaan ki ghadi hai
Saji hai
Jaise yeh din raat se judi hai jisne jaana usi ne pehchaana
Sadaa yeh dil ki usi ne suni hai raaste khule vahin
Hai nayi ye zindagi raahi chal diya hai tu ab kahaan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *